28/09/2021
Prem mukti hai, bandhan nahi; vistara hai, sankuchan nahi; prem mein na dusre ki swatantrata ka haran karo, na swayam ki swatantrata ka tyaag; aur prapt hui is swatantrata main apne prem ki pavitrata ki maryada ko banaye rakhna hi sachche prem ki parakashtha hai."