Hijama therapy in India

Hijama therapy in India Dr. Abrar Multani is the pioneer of Hijama in India. He is a best-selling author who written the world famous boom on Hijama for the drs named "Al-Hijama.

इस महीने की सुन्नत हिजामा तारीखें हैं:-8 जुमा, 10 इतवार औऱ 12 मंगलटाइमिंग-जेंट्स - सुबह 9 से 1 बजेलेडीज़- दोपहर 2:30 से 5...
08/09/2017

इस महीने की सुन्नत हिजामा तारीखें हैं:-

8 जुमा, 10 इतवार औऱ 12 मंगल

टाइमिंग-
जेंट्स - सुबह 9 से 1 बजे
लेडीज़- दोपहर 2:30 से 5

हिजामा के लिए 4 घंटे खाली पेट रहकर आए।

~डॉ अबरार मुल्तानी
डॉ नाज़िया नईम
इनक्रेडिबल आयुर्वेदा, कोह ए फ़िज़ा, भोपाल

www.drabrarmultani.com

◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆

Dr.Abrar Multani is a bestselling author on health issues. He is a renowned ayurveda physician in the nation who treat the chronic and complicated cases with mastery through Ayurveda & Hijama. He founded Incredible Ayurveda which is one of the most successfully run Ayurveda Clinic of India which is…

इस महीने की  #सुन्नत  #हिजामा तारीख है- 10 & 14th अगस्त (Thursday and Monday) टाइमिंग- जेंट्स के लिए सुबह 9 से 2 लेडीज़ क...
09/08/2017

इस महीने की #सुन्नत #हिजामा तारीख है-

10 & 14th अगस्त (Thursday and Monday)

टाइमिंग- जेंट्स के लिए सुबह 9 से 2
लेडीज़ के लिए दोपहर 2:30 से 5

~डॉ अबरार मुल्तानी
डॉ नाज़िया नईम

अपना अपॉइंटमेंट बुक करने के लिए फ़ोन करें 9907001192, 7869116098 पर।

अधिक जानकारी के लिए लॉगिन करें-
www.incredibleayurveda.in
www.drabrarmultani.com

29/03/2017

अल-हिजामा पर डॉ अबरार मुल्तानी का लाइव शो दूरदर्शन पर

05/03/2017

Sunnah dates for the Hijama for March are 17,19 and 21st.

For more details please log in
www.drabrarmultani.com

03/03/2017

⏩HIJAMA Ek Sunnat Ilaaj⏪

Hijama ek unani ilaaj hai jis ke zariye j**m se kharaab khoon nikaal diya jaata hai baghiar koi dard, dawa aur side effect ke.

Hijama sunnat e Rasool SAWS aur Unani tareeqa e ilaaj hai.

Hijama karwana ya lagwana Huzoor SAWS ki sunnat hai yani khud Aap SAW hijama karaya karte aur apni Ummat ko bhi uski targheeb bhi dete. Irshaad e Nabawi SAWS hai “ behtareen ilaaj jisay tumkartay ho hijama hai.( Sunan Abi Dawud 3857 )

Aur Hijama mein 72 bimaariyon se najaat milti hai ( TIBRAANI )

Aur Hijama ke liye chaand ki 17, 19 , 21 tareeq (date) ikhteyaar karayga use har bimaari se najaat aur shifa hogi.In shaa ALLAHH. ( Sunan Abi Dawud 3861 (Hasan) )

Koi Bimari Laa Ilaaj nahi. ALLAH SWT ke Fazal se har Bimari ka Ilaaj moujud hai.
Nabi (ﷺ) ne Farmaya ALLAH Ta’ala ne Duniya me koi Bimari aisi nahi utari jiski Dawa aur Shifa mOujud na ho.[Sunan Abu Daud, 28:3846].

Hazrat ibne Abbas (rz) Huzur akram (ﷺ) se riwayat karte hai,
Aap (ﷺ) ne farmaya shifa teen chizo me hai,
Hijama ke zariye cut lagane me.
Shahed ke istemaal me.
Aag se daagne me, tahumm mai apni ummat ko aag ke daagne se rokta hun.
(Sahih al Bukhari 5781)

Hazrat Jabir (r.z) Huzur akram (ﷺ) se riwayat karte hai,
Aap (ﷺ) ne farmaya agar tumhari dawao me kisi dawa me shifa hai toh
Hijama ke zariye cut lagane me hai,
yaa shahed ke istemaal me,
yaa phir aag se daagne me ,
(basharteke) ye daagna oos marz ko raast aajaye,
lekin mai aag se daagne ko pasand nahi karta.
(Sahih al Bukhari 5783)

Hazrat Anas (rz) farmate hai ke Rasool (ﷺ) ne farmaya :
Sabb se bahetreen dawa j**say tumm ilaaj karo who Hijama lagwana hai aur qustool bahri (samandari jadi buti) se ilaaj karna hai.
(Sahih al Bukhari 5797)

Hazrat Jabir (rz) ne hazrat Muqanna(rz) ki iyaadat ki aur farmaya ke
jab tak tum hijama na lagwalo, mai wapas nahi jaonga. isliye ke maine nabi kareem (ﷺ) se suna hai k Hijama lagwane me shifa hai
(Sahih al Bukhari 5797)

Hazrat Samrut bin Jundabb (rz) farmate hai ke
Huzoor akram (ﷺ) ke paas bani Fazara qabile ka ek dehati aaya. Us waqt Aap (ﷺ) ko ek Hijama karne wala Hijama kar raha tha, pass Hijama karne wale ne blade se cut lagaya tov dehati ne (tajjoob se ) poocha.
Aye Allah k rasool (ﷺ) ! yeh aap kiya kar rahe ho ?
Aap (ﷺ) ne irshaad farmaya yeh Hijama hai, yeh un sabb ilaajo se bahetar hai jo log ikhtiyaar karte hai.
(rawa an-nasaai)

Hazrat Maalik bin Saasa (rz) famate hai ke
Nabi akram (ﷺ) ne farmaya ke Meraaj ki raat mera farishto ki j**s jamaat par bhi guzar hua ,unhone mujhe Hijama se ilaaj karane ko kaha.
(Tibrani)

Hijama ke zariye ilaaj karne se inn bimario me faida hota hai.
Khaas tor se sir ka dard
Dipression
Khandoh ka dard
Blood pressure
Kaan ke andar aawaaze aana
Saher (jaadoo)
Ghutno ka dard Tenshion ki wajah se sir dard
Shaqiqa (migraine)
Gurdo ka dard
Sir me chakkar aana
Kamar ka dard
Falej
Thakaan
khoon ki gardish ko bahetar karne k liye
pet ka dard
sine ka dard
Khansi
Mardaana taqat ke liye
Qabz
B.P
T.B
Aurton/Mardon ke poshida amraz
Cancer
Dil ke Amraz
aur bahut si badi chhoti bimariya jinki lambbi fahrist hai,lehaza tamam Amraz ka Ilaaj Hijama me moujud hai. Subhan Allahhh.

Humne yahan Ahadees ke hawale diye hain. Aur ye aisi Sunnat hai jo mit rahi hai, Kuch logon ko iske baare me bilkul bhi pata nahi hai. Hum sab ko is Sunnat ko phir se aam karna hai. Iski hum sab ko koshish karni hai in shaa Allah.

Tirmidhi Hadith 59 me likha hai :

jisne meri Sunnah se muhabbat ki usne mujhse muhabbat ki aur jisne mujhse muhabbat ki wo mere sath rahega jannat me. Aur ye dekhiye ke China walo ne is sunnat ko “chinese therapy” naam de kar is se logon ka ilaj kar rahe hai.

Special Sunnah dates for this month are 14 and 16 February.Timing Morning 9 to 2 for male and 2 to 5 for female patients...
08/02/2017

Special Sunnah dates for this month are 14 and 16 February.
Timing Morning 9 to 2 for male and 2 to 5 for female patients.

For details log in www.greathijama.com

My interview in Patrika (Rajasthan Patrika, Health Page) on Hijama Topic...
06/02/2017

My interview in Patrika (Rajasthan Patrika, Health Page) on Hijama Topic...



21/12/2016

हिजामा एक सुन्नत इलाज़

हिजामा थैरेपी :- कपिंग( हिजामा) का शाब्दिक अर्थ है - " खींचकर बाहर निकालना " अर्थात शरीर से खराब खून को बाहर निकालना ।

सभी रोगों में फायदेमंद है हिजामा

~ *डॉ अबरार मुल्तानी*
==============================================
1/- कपिंग ( हिजामा ) क्या है ?

हिजामा वास्तविक रूप से एक अरबी शब्द है जिसका शाब्दिक अर्थ है - "खींचकर बाहर निकालना " अर्थात शरीर से खराब खून या रक्त को बाहर निकालना ।इसके मायने है कि इस उपचार पद्धति में रक्त में उपस्थित टाॅक्सिन्स , मृत कोशिकाएं व अन्य दूषित तत्वों को बाहर निकाला जाता है और रोगों को दूर किया जाता है ।

2/-चिकित्सा की यह पद्धति कितनी पुरानी है ?
यह चिकित्सा पद्धति हजारों वर्ष पुरानी है ।दुनिया के लगभग हर हिस्से में इसे उपचार के लिए प्रयोग किया जाता था ।अरबी में इसे हिजामा , चाइनीज और अंग्रेजी में कपिंग , मिस्र में इलाज बिल कर्न , भारत में इसे रक्त मोक्षण / चषकण या श्रृंगी के नाम से जाना जाता है ।

3/- आखिर यह इलाज कितना महत्वपूर्ण है ?
यह इलाज काफी महत्वपूर्ण माना जाता रहा है ।इस इलाज को पैगंबर मोहम्मद स. ने सभी इलाजों से बेहतर बताया है और आचार्य सुश्रुत ने इस चिकित्सा को आधी चिकित्सा बताया है ।

4/- क्या यह चिकित्सा पद्धति सरकार से मान्यता प्राप्त है ?
हां , यह आयुष मंत्रालय द्वारा मान्यता प्राप्त है तथा बी .यू.एम .एस . और बी.ए.एम.एस. डिग्री प्राप्त चिकित्सक इसे करने के लिए पात्र हैं ।

5/-क्या यह जोखिम भरा इलाज है ?
नहीं , इसमें कोई भी जोखिम नहीं हैं , यदि एक कुशल चिकित्सक इसे करे तो ।

6/-क्या इसमें दर्द होता है ?
यह एक बहुत ही सरल और लगभग नगण्य दर्द वाली पद्धति है ।इंजेक्शन से भी कम दर्द इसमें होता है ।

है ।ताजा उदाहरण विश्व प्रसिद्ध ओलंपिक तैराक

All About HijamaWhat is the HijamaQ & Answer
17/12/2016

All About Hijama
What is the Hijama
Q & Answer

A detail Explanation about Hijama. by Dr Abrar Multani.

Cupping therapy ki ab tak ki sabse badhi advertising
09/08/2016

Cupping therapy ki ab tak ki sabse badhi advertising

11/05/2016

Sunnah HIJAMA dates for this month are- 27 & 29th May.
Book your appointment on 07869116098, 09907001192, 09302678480

24/12/2015

Assalamu Alaikum

this month's Sunnah Hijama dates are:-
29 & 31st December National
28 & 30th December International

Address

Bhopal
462001

Opening Hours

Monday 9am - 5pm
Tuesday 9am - 5pm
Wednesday 9am - 5pm
Thursday 9am - 5pm
Friday 9am - 5pm
Sunday 9am - 5pm

Telephone

9302678480

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Hijama therapy in India posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Practice

Send a message to Hijama therapy in India:

Share

Share on Facebook Share on Twitter Share on LinkedIn
Share on Pinterest Share on Reddit Share via Email
Share on WhatsApp Share on Instagram Share on Telegram

Category