23/04/2020
Type of Mudra: Mudra 15 prakaar ki hoti hai-Gyan mudra,vayu mudra,aakash mudra,shoony mudra,prithvi mudra, surya mudra, varun mudra,jaloder nashak mudra,apan mudra,pran mudra, shankh mudra, sahaj shankh mudra, apan vayu mudra, ling mudra,dhyan mudra. Inn mudra ke atirikt kuchh aur bhi mudra hai: sinhakrant mudra, mahakrant mudra, bhramri mudra, bhoochari musra, chachri mudra shambhavi mudra, kaki mudra.