13/07/2020
Zaki _muzakkir~: Ae khuda kya kya kahoon mere gunahon ka.
Jab nek banne jata hoon,shaitaan mujhe bulata hai.
Phir gunha karta hoon or aap ko bhool jata hoon.
Jab gunha se thakta hoon aap hi ko yaad karta hoon,
kya qhoob kahoon aap ki qhudai ka jab mai yaad karta hoon aap bhi mujhe yaad karte hain.
Allah is raheem. Before it's too late turn to Allah