27/10/2025
💫 Bar-bar Failure, Heartbreak ya Setbacks mil rahe hain?
Ho sakta hai aapke planets chup-chap aapki success block kar rahe ho… par inhe thik karna possible hai 🔮
🔥 Respect nahi mil raha? Confidence low hai?
→ Surya weak hai.
✨ Remedy: Roz subah Surya Namaskar karein aur Surya ko jal chadhayein.
💬 Comment karein “SUN” agar yeh aapka struggle hai.
🌙 Overthinking zyada hai? Emotions control mein nahi?
→ Chandra dosh*t hai.
✨ Remedy: Silver pehnein aur roz 108 baar “Om Chandraya Namah” jaap karein.
💬 Comment karein “MOON” agar mann bechain rehta hai.
💢 Jaldi gussa aata hai? Motivation missing hai?
→ Mangal kamzor hai.
✨ Remedy: Hanuman Chalisa padhein aur Tuesday ko lal masoor daal donate karein.
💬 Comment karein “MARS” agar yeh aapke saath ho raha hai.
💔 Love life kharab hai? Paisa ruk gaya hai?
→ Shukra pe dosh hai.
✨ Remedy: Friday ko fast karein aur Maa Lakshmi ko safed mithai chadhayein.
💬 Comment karein “VENUS” agar love aur luxury dono block lag rahe hain.
👁🗨 Ajeeb soch ya disturbed mind?
→ Rahu zyada active hai.
✨ Remedy: Rahu Beej Mantra ka jaap karein aur Saturday ko nariyal daan karein.
💬 Comment karein “RAHU” agar dimaag control se bahar lagta hai.
⚠️ Ye sab random nahi hai — yeh cosmic warnings hain.
🌟 Apni Rashi comments mein likho aur pao apna personalized remedy.