11/03/2026
“Ramzan rehmat, barkat aur maghfirat ka paak mahina hai. Yeh humein sabr, shukr aur insaniyat ka paighaam deta hai. Roza sirf bhookh aur pyaas se bachne ka nahi, balki dil ko saaf karne, buri aadaton se door rehne aur Rab ki ibadat mein khud ko jodne ka waqt hai.” 🌙🤲✨