16/04/2024
Kar lunaga zama doulat or zar Uske baad kya? Le lunga shaandar sa Ghar Uske baad kya ?Sher o shankhan ki khub sjanuga mehfil Duniya main hoga naam magar Uske baad kya? Moj aegi to sare jaha ki krunga sair .Wapas wahi purana ngar .Uske baad kya ? Ek roj Mout Zeasat ka dar khat khatayagi! Bujh jayega Chirag e Qamar .Uske baad kya ? Uthi Thi khakh ,khakh sey mill jaegi wahin! Fir Uske baad kya